ye bat such hai ke khuda ne insan banaya,
par ye insan uski ehmiyat samaj nahi paya,
banke hewan usne ek dusro ko jinda jalaya,
khud sab dekh hasta raha aur khuda ko rulaya.
Mai janta hun ke ye khwab jhute hain,
Aur ye khushiya adhuri hain;
Magar jinda rehne ke liye mere dost,
Kuchh galatfaimiyan jaruri hain!!
Sirf Chahne Se Kuch Hota Nahin Haasil,
Qayamat to Andaaz-e-Bayan Mein Hoti Hai
Ishq Mein Jab Waar Karti Hain Aankhein,
Tab Talwarein Bhi Aksar Mayan Mein Hoti Hai….!!

0 comments:
Post a Comment